Faryad Ya Rasool Allah (s.a.w) Mir Hassan Mir New Noha
Ya Rasool Allah
Teri Zahra pa musibat ki ghari ha
Huzoor apki dukhtar ka dar jalay gaya
Huzoor apki dukhtar pa dar giraya gaya
Huzoor apki turbat sy chand qadmon par
Ap ki masjid sa chand qadmon par
Huzoor ap na awaz tw suni hogi
Ben to kanoon ma gunjty hoon gy
Shor wahi shor qaid karnay ka
Lakriyan darwazay pr girany ka
Shor wahi shor bab Hitta pr
Qehqahon ka thokaron ka dastak ka
Shor wo darwazay ky ukharnay ka
Ben teh dr hadeese bizat ka
Ben wahi ben almadad Fiza
Shor wahi shor taziyanay ka
Huzoor neel ka chehray pa sabt honay ka
Shor wahi shor Ben wahi Ben
Huzoor Zulm huay aur betahasha huay
Ashk bahay aur betahasha bahay
Is pa bhi Asmat ki pasdari rahi
Phir bhi ALi a.s ko nahi pukara gaya
Kaise Darwaza hataun Kaise Mohsin ko bachaun
Sans seenay ma ruki ha teri Zahra pa Musibat ki ghari ha
Noha Title | Faryad Rasool Allah (s.a.w) |
Reciter Name | Mir Hassan Mir |
Poetry By | Hasnain Akbar |
Released On | Mir Hassan Mir YouTube Channel |
Released By | NA |
Category | Noha |
Released Year | Ayam e Fatimiyah 1443 |
Posted By | Noha Lyrics |
Soz | NA |
Social Plugin