Type Here to Get Search Results !

Complete list of Syed Raza Nohay Lyrics I 2022-2023 Urdu English Punjabi

 Syed Raza Ali Zaidi Complete  Nohay Lyrics lists  2022-2023 Urdu  English Punjabi Language

 List of Raza Ali Zaidir Nohay 2022-2023

 Latest Noha 2022 - 1444  
2-Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale Syed Raza Zaidi Noha 2022 - 1444  
3-
4-
5-
6-

Ghareeb e Zehra Ka Badan  Syed Raza Ali Zaidi Latest Noha Text IN English


Hussain as Hussain as Hussain as
kiya ha pamal isko ran ma
ha zakhm hi zakhm uss badan ma
nhi ha koi uthana wala
bhut akele ha iss watan ma
idhar ki sab pasliyng udar ha
udhar ki sab pasliyang sab idhar ha
ju garm ratti pa by kafan ha
gariba zahra ka ya badan ha

ya wo dadan ha ki jiska sina
han chumta tha shaha madina
bara ha teron sa haye gurbat
kahng pa soya gi abb sakina
yahi wo sina ha jispa char kar 
laien na kata hussain ka sar
ju garm ratti pa by kafan ha
gariba zahra ka ya badan ha

huwe the jinki naal bandi
tha aam guron sa aur wazni
jo goray dorta tha iss badan par
kuchalna unki khususiyat the
na janay kis trah maa na  dakha
saming ka nichan garib beta
ju garm ratti pa by kafan ha
gariba zahra ka ya badan ha

laien wo bajdal tha nam jiska
sarhana jab is badan ka puncha
anguthe kis trah lotta wo
tha zakhmi hathon ma waram itna
na utri zalim sa jab anguthe
wo katt kar ly gya wo ungli
ju garm ratti pa by kafan ha
gariba zahra ka ya badan ha

akele lakhon sa zakhm kha kar
ya soo gya jab sitam utha kar
andara bin ma issi badan sa
behn na patharhataya akar
na jana zainab na kasa dakha
garib bhai ka zakhmi lasha
ju garm ratti pa by kafan ha
gariba zahra ka ya badan ha

saron ko naiza pa jab charaya
sar aik chota sa mil na paya
laien na naiza zameen pa mara 
tu lasha asghar ka sath aya
pidar ka zakhmi dadan pa rakh kar
chalaya nany gala pa khanjar
ju garm ratti pa by kafan ha
gariba zahra ka ya badan ha

pidar ka sina pa sona wali
jab iss badan ka qarib punche
ya aka shmir laien na dakha
pidar sa lipti hwe the beti
pakar ka balon sa jab churaya
badan zameen par tarap raha tha
ju garm ratti pa by kafan ha
gariba zahra ka ya badan ha

kahi pa talwar ka nishan ha 
kahi pa naiza ha barchiyang ha
lahu bi zakhmo sa ras raha ha
garib ki zakhmi aeriyng ha
badan ha ya chak chak hyee
bara ha zakhmo ma khak hyee
ju garm ratti pa by kafan ha
gariba zahra ka ya badan ha

hussain ki jab lahad pa jana
raza wo zeeshan yad rakhna
bethe ha turbat ma aik chataye
ya dil ki ankhon sa dakh lyna
wahi ya zakhmi badan rakha ha
sagheer sina pa soo raha ha
ju garm ratti pa by kafan ha
gariba zahra ka ya badan ha

Ghareeb e Zehra Ka Badan Latest Noha Lyrics in Urdu Text


جو گرم ریتی پہ بے کفن ھے
غریبِ زہراؑ کا یہ بدن ھے

یہ وہ بدن ھے کہ جسکا سینہ
ہاں چومتے تھے شہِ مدینہؐ
بھرا ھے تیروں سے ھائے غربت
کہاں پہ سوئیگی اب سکینہؑ
یہی وہ سینہ ھےجس پہ چڑھکر
لعیں نے کاٹا حُسینؑ کا سر
جو گرم ریتی پہ بے کفن ھے
غریبِ زہراؑ کا یہ بدن ھے


ہوئی تھی وہ جنکی کی نال بندی
تھے عام گھوڑوں سے اور وزنی
جو گھوڑے دوڑے تھے اس بدن پہ
کچلنا اُنکی خصوصیت تھی
نہ جانے کسطرح ماں نے دیکھا
سموں کے نیچے غریب بیٹا
جو گرم ریتی پہ بے کفن ھے
غریبِ زہراؑ کا یہ بدن ھے


لعیں وہ بجدل تھا نام جسکا
سرہانے جب اس بدن کے پہنچا
انگوٹھی کسطرح لوٹتا وہ
تھا زخمی ہاتھوں میں ورم اتنا
نہ اُتری ظالم سے جب انگوٹھی
تو کاٹ کر لے گیا وہ انگلی
جو گرم ریتی پہ بے کفن ھے
غریبِ زہراؑ کا یہ بدن ھے


اکیلا لاکھوں سے زخم کھاکر
یہ سوگیا جب ستم اُٹھاکر
اندھیرے بن میں اسی بدن سے
بہن نے پتھر ھٹائے آکر
نہ جانے زینبؑ نے کیسا دیکھا
غریب بھائی کا زخمی لاشہ
جو گرم ریتی پہ بے کفن ھے
غریبِ زہراؑ کا یہ بدن ھے

سروں کو نیزوں پہ جب چڑھایا
سر ایک چھوٹا سا مل نہ پایا
لعیں نے نیزہ زمیں پہ مارا
تو لاشہ اصغرؑ کا ساتھ آیا
پدر کے زخمی بدن پہ رکھ کر
چلایا ننھے گلے پہ خنجر
جو گرم ریتی پہ بے کفن ھے
غریبِ زہراؑ کا یہ بدن ھے


پدر کے سینے پہ سونے والی
جب اس بدن کے قریب پہنچی
یہ آکے شمرِ لعیں نے دیکھا
پدر سے لپٹی ہوئی تھی بیٹی
پکڑکے بالوں سے جب چھڑایا
بدن زمیں پر تڑپ رہا تھا
جو گرم ریتی پہ بے کفن ھے
غریبِ زہراؑ کا یہ بدن ھے


کہیں پہ تلوار کے نشاں ہیں
کہیں پہ نیزے ہیں برچھیاں ہیں
لہو بھی زخموں سے رس رہا ھے
غریب کی زخمی ایڑیاں ہیں
بدن ھے یہ چاک چاک ھائے
بھری ھے زخموں میں خاک ھائے
جو گرم ریتی پہ بے کفن ھے
غریبِ زہراؑ کا یہ بدن ھے

حُسینؑ کی جب لحد پہ جانا
رضا و ذیشان یاد رکھنا
بچھی ھے تربت میں اک چٹائی
یہ دل کی آنکھوں سے دیکھ لینا
وہیں یہ زخمی بدن رکھا ھے
صغیرؑ سینے پہ سو رہا ھے



 Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale Syed Raza Zaidi Latest Noha Text In English


 Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

Tum Dur Kardo Aakar Abbas Gham Hamhare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

 

Tum Bab E Hwaij Ho Zainab Ka Sahara Ho

Ho Fazl O Karam Ham Pe Tum Fazl Ke Baba Ho

Ham Kis Se Madad Mangay Koi Nahi Hamara

Bas Jee Rahay Hain Maula Ham Apke Saharay

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

Tum Dur Kardo Aakar Abbas Gham Hamhare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

 

Milnay Ke Liye Aao Hasrat He Mere Dil Ki

Na Rasta Aasan Hai Na Zaad E Safar Koi

Mushkil Yeh Meri Hal Ho Mushkil Kusha Ke Betay

Ajayeen Jald Ham Bhi Darbaar Mein Tumahray

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

Tum Dur Kardo Aakar Abbas Gham Hamhare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

 

Jab Ghar Mein Aza Khana Ro Ro Ke Sajaate Hain

Yeh Kehte Hoye Momin Hathon Ko Aُthate Hain

Zehra Ki Dua Ho Tum Sun Lo Dua Humahari

Ajao Mere Ghar Bhi Uum Mul Banain Ke Pyare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

Tum Dur Kardo Aakar Abbas Gham Hamhare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

 

Matam Ki Qisam Maula Seenay Ka Sakoo Tum Ho

Ae Qamar Bani Haashim Ab Chain Miley Dil Ko

Uss Bali Sakina Ki Gurbat Ka Vasta Hai

Kanon Se Jisske Chhenney Zalim Ne Goshwaray

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

Tum Dur Kardo Aakar Abbas Gham Hamhare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

 

Andaz E Wafadaari Duniya Ko Sikhate Hain

Wo Hath Rhin Baqi Parcham Jo Uthate Hain

Mein Vaastaa Uss Pal Ka Deta Hoon Tumko Maula

Kat Kar Giray Thy Baazu Jab Neher Ke Kinare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

Tum Dur Kardo Aakar Abbas Gham Hamhare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

 

Jo Godyan Khaali Hain Ab Jald Unhen Bhardo

Uss Maa Ke Waselay Se Aulaad Ataa Kardo

Jhulay Se Lipt Kar Jo Kehti Thi Mere Asghar

Tum Bin Rubab Kaisay Ab Zindagi Guzaray

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

Tum Dur Kardo Aakar Abbas Gham Hamhare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

 

Bemaar Shifa Payen Ho Jayen Raha Qaidi

Sajjad Ki Gurbat Ki Hai Tumko Qisam Ghazi

Abad Rahay Sir Pe Saya Tairay Alam Ka

Farsh E Aza Pe Aa Kar Ro Ro Ke Dil Pukare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

Tum Dur Kardo Aakar Abbas Gham Hamhare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

 

Zeeshan O Raza Kyun Na Faryaad Karen Tum Se

Jab Zrbin Lagen Tera Shabbir Ki Gardan Pe

Har Zarb Pe Maula Ne Rokar Tumhe Puraka

Manzar Wo Yaad Kar Ke Rote Hain Gham Ke Maare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale

Tum Dur Kardo Aakar Abbas Gham Hamhare

Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale


 Shabbir Ke Chehre Se Gham Dur Karne Wale Latest Noha Text In Urdu Text

Top Post Ad

Below Post Ad

Send Noha Lyrics
Right click is disabled for this website.