Ek Maa Hun Mai Akbar | Noha Lyrics Ali Akbar 2023 | Adeeb Zaidi | In English Hindi And Urdu
Ek Maa Hun Mai Akbar | Noha Lyrics Hazrat Ali Akbar 2023 | Adeeb Zaidi | In English
Laila ne kaha marne ki dun kaise ijazat
Ek maan hun akbar
Marna hai tera mere liye ek qayamat
Ek maan hun mai akbar
Laila ne kaha marne ki dun kaise ijazat
Tu jaega marne to guzar jayegi laila
Aey noore nazar dasht me mar jayegi laila
Ek maan ko bohot hoti hai bete se mohabbat
Ek maan hun mai akbar
Laila ne kaha marne ki dun kaise ijazat
Ek maan hun mai akbar
Ye man ki tamanna h k dekhe tra sehra
lillah na de madare mazlooma ko sadma
Ay noore nazar kese dun maqtal ki ijazat
Laila ne kaha marne ki dun kaise ijazat
Ek maan hun mai akbar
men man hun magar tujhko sambhala h unhi ne
nazon se boht ladle pala h unhi nhi.
Ay lal h tu zainab e muztar ki amanat
Laila ne kaha marne ki dun kaise ijazat
Ek maan hun mai akbar
halat hain kiya peshe zaban kese karun men
jo tujhse mohabbat h bayan kese karun men
Ho beta jo akbar sa to badh jati h ulfat
Laila ne kaha marne ki dun kaise ijazat
Ek maan hun mai akbar
Aththharas baras pala h armanon se akbar
.rukti hain ye sansen bhi jigar phatta h dibar
hamrah tre niklegi ye meri bhi mayyat
Laila ne kaha marne ki dun kaise ijazat
Ek maan hun mai akbar
Haye luti h is dashte bayaban men kamayi
dulha tujhe bante huye men dekh na payi
binayayi chali jayegi tu hoga jo rukhsat
Laila ne kaha marne ki dun kaise ijazat
Ek maan hun mai akbar
Hye margaya shbbir ki ankhon ka ujala
wo aalame ghurbat tha k thi sakte men lela
kehti rahi ay noore nazar ay mri qismat
Laila ne kaha marne ki dun kaise ijazat
Ek maan hun mai akbar
Sunti thi sharar naqvi azan men jo wo akbar
besakhta roro ke ye farmati thi dilba
ek bar dikha lal mujhe chand si surat
Laila ne kaha marne ki dun kaise ijazat
Ek maan hun mai akbar
Ek Maa Hun Mai Akbar | Noha Lyrics Hazrat Ali Akbar 2023 | Adeeb Zaidi | lyric in Hindi
लैला ने कहा, "मरने की दुनिया से इजाज़त कैसे? एक मान हूँ अकबर। मरना है तेरा मेरे लिए एक क़यामत। एक मान हूँ मैं अकबर। लैला ने कहा, "मरने की दुनिया से इजाज़त कैसे? एक मान हूँ मैं अकबर। तू जाएगा मरने तो गुज़र जाएगी लैला। ऐ नूरे नज़र दश्त में मर जाएगी लैला। एक मान को बहुत होती है बेटे से मोहब्बत। एक मान हूँ मैं अकबर। लैला ने कहा, "मरने की दुनिया से इजाज़त कैसे? एक मान हूँ मैं अकबर। ये मन की तमन्ना है कि देखें तेरा सहरा। लिल्लाह ना दे मादरे मज़लूमा को सदमा। ऐ नूरे नज़र कैसे दूं मक़्तल की इजाज़त। लैला ने कहा, "मरने की दुनिया से इजाज़त कैसे? एक मान हूँ मैं अकबर। मैं मान हूँ मगर तुझको संभाला है उन्ही ने। नज़ों से बहुत लड़ले पाला है उन्ही ने। ऐ लाल है तू ज़ैनब-ए-मुज़्तर की अमानत। लैला ने कहा, "मरने की दुनिया से इजाज़त कैसे? एक म
Social Plugin