Type Here to Get Search Results !

Abbas Ko Bulaya Karo Raza Abbas Nohay Lyrics 2023

 Abbas Ko Bulaya Karo Raza Abbas  Nohay Lyrics 2023 In Urdu English Hindi Punjabi

Abbas Ko Bulaya Karo Raza Abbas  Nohay Lyrics 2023 In English 

Diya jala ka Sakina ka nam ka gar ma

 Janab e Hazrat e Abbas Ko Bulaya Karo 


Kahan Kahan Wo hamare madad Nhi karta

Qsm Sakina Ki Abbas Rad Nhi karta

Bagair manga Wo sab Kuch Ata Kara ga tumha

Sakina Bibi Ka farsha Aza Bichaya karo

Diya jala ka Sakina ka nam ka gar ma

 Janab e Hazrat e Abbas Ko Bulaya Karo 


Bhut Qarib Ha abbas ka ya shehzadi

To dakhne hu Muhabbat Cha Cha batiji Ki

Tum apna gar Ma Sajata Hwa aza Khana

Alam Pa Aik Chote Si Aik Mashk Bi Sajaya karo

Diya jala ka Sakina ka nam ka gar ma

 Janab e Hazrat e Abbas Ko Bulaya Karo 


Misala Karbubala ha Karm Nawazi Ki

Ya kam Sini May Be Mushkil Kusha ha Ghazi Ki

Cha Cha Sa Kah Ka Ghamong Sa Tumha Chura Lay Gi

Sakina Bibi Ko Sab Dil E Hal Sunaya karo

Diya jala ka Sakina ka nam ka gar ma

 Janab e Hazrat e Abbas Ko Bulaya Karo 


Ay Kash Dakh Lay Ghazi Hamare ghar Ki taraf

aTa Hu Aath Muharram ko Haziri Ka Sharaf

Cha Cha ka Sath Batiyi Bi Mara gar aya

Dua ya mang Ka Ghazi Ki Nazir Khaya karo

Diya jala ka Sakina ka nam ka gar ma

 Janab e Hazrat e Abbas Ko Bulaya Karo 


Tum Iska Nam Ki Mannat Utha ka mango Dua

Hussain  Sadqa Ma ISka Kara Ga Beti Ata

Tumhara gar Ma jab Ajaya Chand Si Bete

Kaniz E Bali Sakina Ussa banaya Karo

Diya jala ka Sakina ka nam ka gar ma

 Janab e Hazrat e Abbas Ko Bulaya Karo 


Jissa Nimaz Ma Manga Sakoon Sakoon Kah kar

Sakoon Kasa Mila Wo Nazar na Aya agar

Issa Bula ka Hussain Ya aksar Kahta tha

Sakina  Hum Sa kabi Tum Ruth Na jaya karo

Diya jala ka Sakina ka nam ka gar ma

 Janab e Hazrat e Abbas Ko Bulaya Karo 


Salam Uspa Jo Girti  Sambalti Raite The

Wo Jiska Rangat Badalti rahte the

Tamacha Kha ka Wo Zalim Sa Ro Ka kahte Rahe

Mai Aik yateem Hn Muj Par Na hath Uthaya Karo

Diya jala ka Sakina ka nam ka gar ma

 Janab e Hazrat e Abbas Ko Bulaya Karo 


Ya Zaireen Sa Zeeshan Or Raza Kah Do

Kese ka Sham Agar karbala Sa Jana hu

Lahd pa Bibi Ka Aik Mashk Sath lay jakr

Ya pani Baja Ha Abbas Na bataya Karo

Diya jala ka Sakina ka nam ka gar ma

 Janab e Hazrat e Abbas Ko Bulaya Karo 

Top Post Ad

Below Post Ad

Send Noha Lyrics
Right click is disabled for this website.