Type Here to Get Search Results !

Kaisay Main Sham Jaongi Baba Noha Lyrics Farhan Ali Waris 2023

Kaisay Main Sham Jaongi Baba Noha Lyrics Farhan Ali Waris 2023 In Roman English 

Binte Ali Ka Hai Noha

Kaisay Main Sham Jaongi Baba

Pas E Gardan Rasan Bandhi Baba

Kaisay Main Sham Jaongi Baba

Kaisay Main Sham Jaongi Baba


Mainy Sooraj Na Umar Bhar Dekha

Ab To Dekhun Gi Har Gali Baba

Kaisay Main Sham Jaongi Baba


Bazoo Choomay Jo Tum Nay Ghazi Kay

Main To Us Din Hi Mar Gai Baba

Kaisay Main Sham Jaongi Baba


Atthara Baradar Thay Meray

Aur Aaj Hun Main Bey Chadar

Main Sharm O Haya Ki Malka Hun

Hanstay Hain Sitam Gar Mujh Par


Darbar Mein Kaisay Jaon Gi Haye

Yeh Soch Ky Main Roti Hun

Ay Kash Mujhay Maot Aa Jaye

Karti Hun Duayen Ro KarMain Kahan Koofa Aur Sham Kahan

Kya Main Nazon Ki Na Pali Baba

Kaisay Main Shaam Jaun Gi Baba


Jaisay Haq Apna Maan Nay Manga Tha

Waisay Chadar Main Mangun Gi Baba

Kaisay Main Shaam Jaun Gi Baba


Ab Woh Bibi Chalay Gi Kaanton Par

Jo Na Paidal Kabhi Chali Baba

Kaisay Main Shaam Jaun Gi Baba


Noha Zaamin Yeh Karti Thiin Bibi

Zakhm Kitnay Uthaun Gi Baba

Kaise Main Sham Jaungi Baba


Boliin Bibi Yeh Mazhar o Farhan

Dill Ki Zaamin Hun Aaj Bhi Baba

Kaisay Main Sham Jaongi Baba

Top Post Ad

Below Post Ad

Send Noha Lyrics
Right click is disabled for this website.