Type Here to Get Search Results !

Syed Raza Abbas New Noha Lyrics 2023 | List of All New Latest Noha Lyrics 2023

 

Syed Raza Abbas New Noha Lyrics 2023  | List of  All  New Latest Noha Lyrics 2023




 


   List Of Syed Raza Abbas Noha 2023

        

                              1.Qurban Dil o Jaan

                                    2.






Qurban Dil o Jaan Mesum Abbas New  Nohay Lyrics 2023 In English


Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain

Jab tak Jeya Ga Tuj Pa mara ga

Karte raha Ahla Aza Bas Yahi Elan

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain


Soo bar Agar Zinbdagi Milay

Soo Bar Fida Tuj Pa Ya Hussain

Jan Fida Karna Ko tayr Raha ga

Majlis O matam ka talabgar Raha 

Zehra Ka batchong Sa Wafadar raha ga

Tuna Kia Asa Kam Ya Hussain

Tuj Pas daroord O Salam Ya Hussain

Teri Muhabbat ma Giriftar rahan Ga

Jab tak Jeya Ga Tuj Pa mara ga

Karte raha Ahla Aza Bas Yahi Elan

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain


Tara Azadar Ko zahra ki Dua Ha

Jaan Hathali Pa Rakhe  Mehwa Buka ha

Mola Tara Nam pa Maa Baap Fida ha

Fakhr Sa Khata Ha hum Ya Hussain

Jab Bi Sajaya Alam ya Hussain

Saya Figan Dast E Alamdara Wafa ha

Jab tak Jeya Ga Tuj Pa mara ga

Abb ya Qadam Rook Nhi Paya ga toufan

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain

Soo Bar Fida Tuj Pa Ya Hussain

Ya Hussain Ya Hussain


Binte nabi ati Ha Jab Farsha Aza Par

Jate ha Wo ashkon Ko Romal ma laykar

Matami halqon Ko Dua Dayte ha Roo Kar

Itna bara Martaba Ahla Aza Ko Mila

Aagye Basakhkta Ya baat Zuban par

Jab tak Jeya Ga Tuj Pa mara ga

Parhte raha Hum Bi Aqidat sa Ya farman

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain


Hum Uspa Fida Ha Jo tuj Pa Fida ha

Hum Hu Gya Uska Jo tara Hwa Ha

Tafseer Kisa ha Khaliq na Kaha ha

Shabbir ka Dushman Dushman Hi Mara ha

Meri Syed Meri jaan Deen Ka Roh E Rawa

Ya Sabhi Arzo Saman Hain Tere Madha Sara

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain


Humne Zamana Ko yahi Daras Diya ha

Isq Hu Gar Ala Nabi sa To Maza ha

Hur ki Jo Manzil Ha Aqqedat Ka sila ha

Kal Tha Bashar Wo B Aam Ya Hussain

Aj Alahis Salam Ya Hussain

Baada Shahadat Bi yahi Hur Na Kaha ha

Jab tak Jeya Ga Tuj Pa mara ga

Pora Kiya Humna Dil E Zehra ka Arman

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain

Soo bar Agar Zinbdagi Milay

Soo Bar Fida Tuj Pa Ya Hussain

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain


Kasa Bahla Haq ka Bayan Rok Saka gi

Kasa Muhabbat Ki Zubanh Rok Saka Gi

Kiya tare Nohong Ki Azan Rok Saka Gi

Rah Ma Dewar Ha Ya Hussain Ya Hussain

Tara Azadar Ha Ya Hussain Ya Hussain

Dunya tara Gham Ko Kahan Rok Saka Gi

Jab tak Jeya Ga Tuj Pa mara ga

Teri Aza Tari Wila Markaz E Eeman

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain


Taziya Taboot Alam Or Amari

Zinda Julosong ma ha Tehzeeb hamare

Raah ma har Simt Sabeelan Be ha jari

Jasa Bi Halat Hu Ya Hussain Ya Hussain

Lakh Sawlat Hu Ya Hussain Ya Hussain

Rasm E Aza Ha Ya Hama Jan Sa Piyari

Jab tak Jeya Ga Tuj Pa mara ga

Bas Ya Rasomat Shifat ka ha Elan

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain

Soo bar Agar Zinbdagi Milay

Soo Bar Fida Tuj Pa Ya Hussain

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain


Qula E nabi Aala Sifat

Kaisa Mukammal ha Ya baat 

Tu Hi Hidayat ka Charag

To hi Safina E Najaat 

Tu Hi Rasta Tu Hi Manzil ha Tu Hi Rehnuma

Ya Croron Tara Zair Da rahe ha ya Sada

Arbaeen ka Ya manazir Ba Sara E Karbubala

Tere Percham Ko Uthaya ha Sabhi Mehwe Buka

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain

Tere Sab Ashab Mawadat ka Musafir

Apna Watan Chor ka Aye Tare Khatir

Dasht E Bayaban Ma Hu Gya Sabhi Hazir

Sahiba Eman ha Ya Hussain Ya Hussain 

Isq E Pa Qurban Ha Ya Hussain Ya Hussain 

John Zubair Or habib Ibn E Mazahir

Jab tak Jeya Ga Tuj Pa mara ga

Sab Ka Labon Par Ha Sada Bar Sara maidan

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain 

Soo bar Agar Zinbdagi Milay

Soo Bar Fida Tuj Pa Ya Hussain

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain


Aik ka Bad Aik Gye Sar Ko Katana

Tune Khreedi Jo Zameen Usko Sajana

Jab To Gya Lasha ko Maidan Sa Uthana

Lashon na Ro Kar kaha Ya Hussain Ya Hussain

Dijiya Mola Dua Ya Hussain Ya Hussain

Karbobala Aye Tha Hum Wada Nibhana

Jab tak Jeya Ga Tuj Pa mara ga

Sunte Ha Lashon Ki Sada Syed E Zeeshan

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain 


Kasa Masaib ha Suno Masaum O Mazhar

Akbar O Abbas Hon ya Qasim o Asghar

Aun O Muhammad Hon Ki Muslim Ke Do Dilbar

Sab Tha Garibul Watan Ya Hussain ya Hussain

Khak pa tha Bekafan Ya Hussain ya Hussain

Kahta Tha Shabbir Sa Har Lash E Be Sar

Jab tak Jeya Ga Tuj Pa mara ga

Mola Tara Bad Nhi Jeena ka Arman

Qurban Dil o Jaan Mere Mola Hussain 

Soo bar Agar Zinbdagi Milay

Soo Bar Fida Tuj Pa Ya Hussain

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain


Ya Aba Abdillah

Ya Aba Abdillah





Top Post Ad

Below Post Ad

Send Noha Lyrics
Right click is disabled for this website.