Dil Mein Basa Hai Mera Hussain Noha Lyrics New Arbaeen Noha 2023 - Muharram 1445
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain as
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Dehleez Pe Shabbir Ki Qurban Mera Sar
Bazu MEra Sadqa Hai Abbas E Dilawar
Seene Pe Bus Meri Ye baat Likhi Hai
Haq Walo Ka Rehbar Tu Hussain Ibn E Ali hai
Har Pal meri Zuban Par Rehta Hai Ya Hussain
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Mein Zakir E Sarwar meri Pehchan Hai Shabbir
Ye Rutba Hai Mera Meri Shan Hai Shabbir
Zahra Ke Gharane Se Wafa KArta Rahunga
Ye Ajareresalat Mein Ada Karta Rahunga
HAr Aatay Jatay Sans Ki Tasbeeh Ya Hussian
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Ye Ajar E Risalat Hai Azadari E Shabbir
Zainab Ki Amanat hai Azadari E Shabbir
Har Qatra mere Khoon Ka ye Bol Raha Hai
Rehbar Mera Shabbir Mera Rehnuma Hai
Meri namaz Rozay Ki Hai Tu Baqa Hussain
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Mein Karbala Walo Ka Tarafdar hoon Mola
Shabbir Ko jaan Dene K Liye tayyar Hoon Mola
Sar Kat Ta Hai Kat Jaye Mein Peechay Na Hatunga
Noho Ki Sada mein ye mein kehta Rahunga
Dil Ko hamaray Deta Hai Bus Hosla Ya Hussain
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Ab Mujhy Izn E Ziyarat De Dijiye Abbas
Mein Palko Se Chal Ker Chala Aonga Tere Pass
Phr Mere Qadam Rah Mein Ye Ruk na Sakengay
Bus Karbobala Aake He Ye Paon Rukengay
Kiun Ke Hai Meri nazro mein Bus Karbala Hussain
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Sarwar Ki Azadari Na Chorengay Kabhi Bhi Ghazi Se Wafadar Na Chorengay Kabhi Bhi
Mattam Ki Tayyari na Chorengay Kabhi Bhi
Haider Ki ye Hubdari Na Chorengay Kabhi Bhi
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Seene Mein Dil Hai Dil mein Basa Hai Mera Hussain
Noha Details
- Kalam Title : Dil Mein Basa Hai Mera Hussain
- Reciter : Ahsan Ali Khan , Shahid Ali Sonu , Zain Hussain Darban , Absar Rizvi , #Mirza Ali Hassan , Nayyar Sabir
- Poet : Kumail Zahoor
- Compose : Nayyar Sabir
- Audio : RWDS
- Video : 72 Star Production
- Release : Ajareresalat
Social Plugin