Ya Rab Ghareeb Maa Pay Sitam Is Qadar Na Ho| Ayam-e-Fatmiyah 2023 - Anjuman E Guldasta Jaffaria Lahore
Ya Rab Ghareeb Maa Pay | Ayam-e-Fatmiyah 2023 In English Text
ya rab ghareeb maa pay sitam is qader na ho
Zehra ke neelay rukh pah hussan ki nazar nah ho
darwaza par se log guzarte hain baar baar
dekhe koi ke Zahra kahin zair dar nah ho
pathar rakhay gaye sir taboot is liye
maiyat ka wazan kya he kisi ko khabar nah ho
chalees qabrain khode gayeen theen batool ki
Haider yeh chahte thay sitam qabar par nah ho
dafna ke fatima ko abhi lottay hain ghar
aur tay Ali se wapsi ka yeh safar nah ho
darbaar kis ko kehte hain paishi he kis ka naam
maa chahti he beti ko is ki khabar nah ho
akbar thi sidon yeh yateemi ki aisi raat
aisi taweel raat ke jis ki sehar nah ho
Ya Rab Ghareeb Maa Pay Sitam Is Qadar Na Ho| Ayam-e-Fatmiyah 2023 - Anjuman E Guldasta Jaffaria Lahore
یا رب غریب ماں پہ ستم اس قدر نه هو
زھرا کے نیلے رخ یہ حسن کی نظر نہ ھو
دروزے پر سے لوگ گزرتے ہیں بار بار
دیکھے کوئی کہ زھرا کہیں زیر در نہ ھو
پتھر رکھے گئے سر تابوت اس لیے
میت کا وزن کیا ھے کسی کو خبر نہ ھو
چالیس قبریں کھودی گئیں تھیں بتول کی
حیدر یہ چاھتے تھے ستم قبر پر نہ ھو
دفنا کے فاطمہ کو ابھی لوٹتے ہیں گھر
اور طے علی سے واپسی کا یہ سفر نہ ھو
دربار کس کو کہتے ہیں پیشی ھے کس کا نام
ماں چاھتی ھے بیٹی کو اس کی خبر نہ ھو
اکبر تھی سیدوں یہ یتیمی کی ایسی رات
ایسی طویل رات کہ جس کی سحر نہ ھو
Poet: Ustad Hasnain Akbar
Soz : Waheed ul Hassan Kamalvi
Dasta: Anjuman Guldasta Jaffaria Lahore
Noha Lyrics Published By: Team nohalyrics.net
Social Plugin