Ghadeer Ke Baad | Syed Zain Ali Zaidi | Eid E Ghadeer Manqabat Lyrics 2024
Ghadeer Ke Baad | Syed Zain Ali Zaidi | Eid E Ghadeer Manqabat Lyrics 2024 In Urdu Text
یہ جبرایل نے ہنس کر کہا غدیر كے بعد
خدا کا دین مکمل ہوا غدیر كے بعد
خدا کا حکم سنایا جو حج سے آتے ہوئے
ولایاتوں سے گلے مل کے مسکراتے ہوئے
رسلاتوں نے کہا شکریہ غدیر كے بعد
میں کیسے من لوں مولا علی کو یہ سن کر
خدا نے عرش سے حارث کو مارکر پتھر
علی كے بغض کا بدلہ لیا غدیر كے بعد
وہ تپتا صحرا وہ گرمی بس اس پہ لعنت تھی
علی سے جلنے کی پہلے ہی جس کو عادت تھی
جلا وہ اور زیادہ جلا غدیر كے بعد
علی كے بغض میں آگے تھے جو بہت حد سے
وہ لوگ چہرہ چھپاتے رہے محمد سے
کہیں پہ جب بھی ہوا سامنہ غدیر كے بعد
فقط علی ہیں بلا فصل غور سے سن لے
ہمارے کلمے پہ یہ سوچ کر لگایے فتوی
نبی نے خود یہی کلمہ پڑھا غدیر كے بعد
دیا بجھا كے ولایت کو جگمگایا ہے
وہاں حسین نے اک دن ضرور جانا ہے
زمین پہ رکھی گئی کربلا غدیر كے بعد
یہ زین زیدی سے ذیشان عابدی نے کہا
تھا بس مدینے میں وہ گھر حلال زادوں کا جہاں
پہ جشن منایا گیا غدیر كے بعد
Ghadeer Ke Baad | Syed Zain Ali Zaidi | Eid E Ghadeer Manqabat Lyrics 2024 In English Text
Yeh Jibra'il ne hans kar kaha Ghadeer ke baad
Khuda ka deen mukammal hua Ghadeer ke baad
Khuda ka hukm sunaya jo Haj se aate hue
wilayaton se gale milke muskurate hue
risaalaton ne kaha shukriya Ghadeer ke baad
Mai kaise man loon Mola Ali ko yeh sun kar
Khuda ne Arsh se Haris ko maarkar pathar
Ali ke bughz ka badla liya Ghadeer ke baad
Woh tapta sehra woh garmi bas us pe laanat thi
Ali se jalne ki pehle hi jisko aadat thi
jala woh aur zyada jala Ghadeer ke baad
Ali ke bughz mein aagay thay jo bahut had se
woh log chehra chhupate rahe Muhammad se
kahin pe jab bhi hua saamna Ghadeer ke baad
Faqat Ali hain bila fasal ghaur se sun le
humare kalme pe yeh soch kar lagaya fatwa
Nabi ne khud yehi kalma parha Ghadeer ke baad
Diya bujha ke wilayat ko jagmagaana hai
wahan Hussain ne ek din zaroor jaana hai
zameen pe rakhi gayi Karbala Ghadeer ke baad
Yeh Zain Zaidi se Zeeshan Abidi ne kaha
tha bas Madinay mein woh ghar halaal zaadon ka jahan
pe jashn manaya gaya Ghadeer ke baad
Social Plugin