Kya Ye Wo Chand Hai | Ali Mohammad Sultanpuri Nohay Lyrics 2024
Kya Ye Wo Chand Hai | Ali Mohammad Sultanpuri Nohay Lyrics 2024 In Urdu Text
Kya Ye Wo Chand Hai | Ali Mohammad Sultanpuri Nohay Lyrics 2024 In English Text
Kiya ya wo chand hay
gar lut gya batool ka laya wo jo khabar
Kiya ya wo chand hay
jis chand may hwe han 72 lahu ma tar
Kiya ya wo chand hay Kiya ya wo chand hay
jis chand ma rasool bi rota ha zar zar
hote ha jisko dakh ka zahra bi be qarar
karta ha jo hassan ka kalaja ko tar tar
sadma sa jis ma aj bi rote ha zulfiqar
ata ha jis ma aj bi piyason ka sar nazar
jis chand ma batool ka gulshan ujar gya
jis chand ma rasool ki piyron pa the jafa
jis chand ma ali ka dularon ka sar kata
jis chand ma lahu sa hwe laal karbala
jis ma laga dia gya pehra furat pa
jis chand ma hussain sa akbar juda hwa
sina pa nojawan ka barchi ka phal laga
tora giya zaif ka pardes ma asa
chena gya hussain sa jeena ka asra
akbar ka jis ma baap ka hathon pa tha jigar
abbas ka hussain na paya ha jis ma paya gham
jisma kamar hwe ha shaha karbala ki kham
jis chand maa dilawar ka shana hwe qalam
thanda hwa furat pa jis chand ma alam
jis ma nihar pa doob gya hashimi qamar
nanha gala pa teer laga jis hilal ma
aik sheer khawah neher hwa jis hilal ma
chehra pa sheh na khoon mala jis hilal ma
asghar ko roka dafun kia jis hilal ma
ki jisma be zaban ki lahad ansuwng sa tar
zakhmo sa chor chor tha jis ma shah huda
sina pa jis hilal ma shimir laeen chara
kata gya hussain ka jis chand ma gala
jis ma hussain qatil hwe ran ma be khata
madar the jisma laal ka lasha pa nohagar
hote the jis hilal ma din raat saktiyng
tarpi ha jis hilal ma haider ki betiyng
ujri ha jis hilal ma mawong ki godiyng
dikhta ha jis hilal ma khemong ka wo duwang
pehra pa jis ma zainaba muztar the raat bar
likhta ha jab koi bi surani ya dastan
hota ha jab ali ya 72 ka gham bayan
hilte ha ya zameen larazta ha asman
daite ha gaib sa ya sada sahaba zaman
rota ha jis ma pit ka sar ma har aik pehar
Social Plugin