Ma Jawan Laal Ka Lasha - Zafar Ali Arfi 2024 Nohay Lyrics
Ma Jawan Laal Ka Lasha - Zafar Ali Arfi 2024 Nohay Lyrics In Urdu Text
Ma Jawan Laal Ka Lasha - Zafar Ali Arfi 2024 Nohay Lyrics In English Text
ma jawan laal ka lasha pa kahra hn baba
mout ajaya muja sotch raha hn baba
mout ko daita ha awaz trapna mara
meri lachar ya gurbat ha burapa mara
mout na chena ha bhai labay darya mara
mar gya charte jawani ma hi beta mera
iss liya jeena sa bezar hwa hn baba
mout ajaya muja sotch raha hn baba
ma burapa ka taqaza ko nibawo kasay
apna gurbat ka andara ko mitawo kasay
husla tootti himmat ka barawo kasay
may jawan laal lasha ko uthawo kasay
may zaifi ka sabab toot chuka hn baba
mout ajaya muja sotch raha hn baba
may kabi suwa falak dakh ka chilata hn
may kabi khak pa muu rakh ka tarapta hn
may kabi door ka ghazi ko pukarta hn
may kabi lashaya akbar sa lipat jata hn
may ghomo dard ka narga ma gira hn baba
mout ajaya muja sotch raha hn baba
jab sa mara gya 32 baras ka bhai
ya kamar toot ka sedhi na kabi hu payi
jab sa sina pa mara laal na barchi khayi
uska gham lay gya akhon ki mari benai
thokaron kahye jo do qadam chala baba
mout ajaya muja sotch raha hn baba
jab kamar band ka kanday pa uthaya lasha
khaak par girtay hwe khat nazar aya lasha
pawng tharaya sambal hi na paya lasha
khaak par zoq ki shidat na uthaya lasha
may be lasha par kai bar gira hn baba
mout ajaya muja sotch raha hn baba
larkharta ha qadam kanp raha ha bazu
gham ki shidat sa mara dil pa nhi ha qabu
ta hada chasm ha gangur andara har su
khoon dil behna laga ankon sa ansoo
apni tanhai pa sar pit raha hn baba
mout ajaya muja sotch raha hn baba
Social Plugin