Maqam E Sahibuz Zaman Kahan | Syed Mohammad Shah New Noha Lyrics 2024
Maqam E Sahibuz Zaman Kahan | Syed Mohammad Shah New Noha Lyrics 2024 In Urdu Text
Maqam E Sahibuz Zaman Kahan | Syed Mohammad Shah New Noha Lyrics 2024 In Roman English Text
MAQAM E SAHIBUZ ZAMAN KAHAN
Or qatil gah kahang
Hussain Zen sa uthra nhi utra gya
ali k laal ka pehlum ma mara gya
zameen pa shah zaman nooka bal gira tha yahng
yahn sa janiba maqtal gya ha young mola
laeen zalfon ko iss trah shah ki khencha
zameen pa banta gya shah ka aeriyng ka nishan
tamcha shimr na mara to bola binta ali
wo dakho janiba maqtal kahng hu ay ghazi
tumhara bhai ki toheen hu rahei hay wahng
ay shimr phair lay khanjar yahi pa sheh na kaha
khuda ka wasta binta ali ka dil na dukha
najaka tila pa zainab kahre hwe ha wahng
laeen ya kahta tha has has kar qatligah akar
ma abb chalo ga gardan pa shah ki khanjar
behn hussain ki wahng ha jahng hussain ki maa
chali jo taig jo muu phir kar ali bola
na dakh pawo ga iska gala ma katta hwa
magr sarhana sa uthe rahe hussain ki maa
bayang wo kasa hu sajjad dard ka lamha
sowa furat nazar karka jab ya sheh na kah
pila do pani ay abbas khusk ha ya zaban
Social Plugin