Sina Toot Gayi Hai | Noha Shehzada Ali Akbar (a.s) | Kazmi Brothers 110 | Muharram Nohay 2024/1446
Sina Toot Gayi Hai | Noha Shehzada Ali Akbar (a.s) | Kazmi Brothers 110 | Muharram Nohay 2024/1446 In Urdu Text
Sina Toot Gayi Hai | Noha Shehzada Ali Akbar (a.s) | Kazmi Brothers 110 | Muharram Nohay 2024/1446 In Roman English
Rakhna meri amma sa
mer zakhm chupa ka
Baba Mera Sina ma Toot Gayi Hai
sina pa rakha hath hataya nhi jata
wo dard ha sina ma bataya nhi jata
or piyas sa ate hay meri jan labon pa
khud ap wali ibn wali ha mara baba
wallah zamana ka ali ha mara baba
kis trah sa tazeem karu apki ki uth kar
usko mera ajana ki umeed bari hay
jeena ki dua usna muja khat ma likhe hay
sughra sa ya kahna ki milo ga laba kusar
arman the zainab ka banate muja dulha
abb dakha gi shehra ki jaga khoon bara chera
dakh muja asa to na mar jaya tarap kar
dakhna sa muja yad tumha ajata tha nana
abb akheri ya tum sa mulaqat ha baba
mil jaya gi matti ma ya tasveera payamber
baba iss zakhm ka upar ma ya zakhm bi khalo
jan apna fida karka shah dewen ko batcha lon
ya dil ki tamana the magr haye muqadar
akbar na raza apna sa ya kaha tha
soo bar ma hu jata fida ay shah wala
gham iska rulata hay muja sibte paymber
Baba Mera Sina ma Toot Gayi Hai
Social Plugin