Type Here to Get Search Results !

Noha Mola Ali Mir Hasan Mir 21 Ramazan Shahadat Hazrat Ali as

Noha Mola Ali Mir Hasan Mir Hay Janaza Haider Karrar as Ka Lyrics 21 Ramazan Shahadat Hazrat Ali as

Hai Janaza Haider e Karrar Ka 
  
Momino do mil ke kandha,hai janaza Haider karar ka
Chal basa Zainab ka baba,hai janaza Haider karar ka

Kis ne yeh mehrab mai rukn e hidayat daha diya,yeh sitam kaisa hua
Noha ye jibreel ka tha,hai janaza Haider karar ka

Rok lo bhaiyya janaza mere baba jaan ka,ro ke Zainab ne kaha
Dekh loon chehra dubara,hai janaza Haider karar ka

Koi Zainab(sa) se yeh keh de ro le jee bhar ker abhi,sath hain bhai sab hee
Hai salamat tera parda,hai janaza Haider karar ka

Eid hai nazdeek aur ghar mai qayamat hogayi,hai saf e matam bichi
Keh rahi hai ro ke Zehra,hai janaza Haider karar ka

Kon kufe ke yateemo ka rakhe ga ab khayal,gham se hain saare nidhal
Shor hai wa gurbata ka,hai janaza Haider karar ka

Baap ke qadmon pe sar rakh ker haram ki aas ne ,yeh kaha Abbas (as) ne
Alvida ghazu ke baba,hai janaza Haider karar ka

Teer aye ga janaze per na phathar aye ga,aur na wapis jaye ga
Shan se yeh dafan hoga,hai janaza Haider Karar as ka

Sham ka ahwal jab beti se kehte the Ali,ghan ke maare us ghari
Zard tha Muala ka chehra,hai janaza Haider karar ka

Hai taqallum yeh qayamat roze daron ke liye,pursa daron ke liye
Ao dein Mehdi ko pursa,hai janaza Haider karar ka

Noha Mola Ali Mir Hasan Mir Hay Janaza Haider Karrar as Ka Lyrics 21 Ramazan Shahadat Hazrat Ali as in Urdu Text
ہے جنازہ حیدر کرار ع کا
چل بسا زینب س کا بابا

کس نے یہ مھراب عبادت میں رکن ہدایت ڈھا دیا
یہ ستم کیسے ہواْ
نوحہ یہ جبریل ع کا تھا

روک لو بھیا جنازہ میرے بابا جان کا
رو کے زینب س نے کہا
دیکھ لوں چہرا دوبارہ

کوئی زینب س سے یہ کہ دے  رو لے جی بھر کر ابھی
ساتھ ہے بھائی سب ہی
ہے سلامت تیرا پردہ

عید ہے نزدیک اور گھر میں قیامت ہو گئی
ہے صف ماتم بچھی
کہ رہی ہے رو کے زہرا س

کون کوفے کے یتیموں کا رکھے گا اب خیال
غم سے ہے سارے نڈھال
شور ہے وا غربتا کا

باپ کے قدموں پہ سر رکھ کر حرم کی آس نے
یہ کہا عباس ع نے
الوداع غازی ع کے بابا

تیر آئے گا جنازے پر نہ پتھر آئیگا
اور نہ واپس جائیگا
شان سے یہ دفن ہو گا

شام کا احوال جب بیٹی سے کہتے تھے علی ع
غم کے مارے اس گھڑی
زرد تھا مولا ع کا چہرہ

ہے تکلم یہ قیامت روزے داروں کے لئے
پرسہ داروں کے لئے
آو دے مہدی عجل کو پرسہ

ہے جنازہ حیدر کرار ع کا

Noha Title Hay Janaza Haider Karrar as Ka        
Reciter Name Mir Hasan Mir
Poetry By Mir Takallum
Released On  Mir Hasan Mir YouTube  Channel
Released By NA
Category Noha
Released Year 21 Ramazan Noha
Posted By  Noha Lyrics
Soz NA

Top Post Ad

Below Post Ad

Send Noha Lyrics
Right click is disabled for this website.