Mir Hasan Mir Old Noha Lyrics in Urdu Bibi Sakina sa Nohay
Qaid Khanay Say Sakina Ki Ye Aati Thi Sada
Haaye Sakina sa
Haaye Haaye.
Samajh ke Zehra sa sataya gaya Sakina ko.
Kadam kadam pe rulaya gaya Sakina ko.
Woh zakhm aaj bhi taaza hain.
Pusht-e-naaka se gir rahi hai.
Giraya gaya Sakina ko.
Haaye Haaye.
Qaid khanay se Sakina sa ki ye aati thi sada.
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
Mujh ko chaltay huay naakay se giraya baba.
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
Ho gayi chaar baras mein hi Sakina Zehra.
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
Qaid Khanay Say Sakina sa Ki Ye Aati Thi Sada
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
1. Woh bhi dada se chupaati rahi apna pehlu.
Mujhse bhi dekhay na jayainge Ali as ke Aansu
Jeetay ji meray mera zakhm na dekhain bhayya.
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
Qaid Khanay Say Sakina sa
2. Kaisay aayi hoon main baazaar se ho kar baba.
Mujhko maaray gaye is zakhm pe patthar baba
Ro ke main kehti rahi phir bhi kisi ne na suna.
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
Qaid Khanay Say…
3. Ab samajh sakti hoon kis tarhan woh soti hongi.
Haath pehlu pe rakhay kaisay tadapti hongi.
Karwatain dard mujhe bhi nahi lenay deta.
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
Qaid Khanay Say…
4. Hu-bahu Fatima Zehra sa se zayeefi chhaayi.
Jhurriyaan chehray pe baalon mein safaydee aayi
Hai ik kami baaki thi woh bhi hui poori baba.
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
Qaid Khanay Say…
5. Saath suraj ke ye dil doob raha hota hai.
Amma kehti hai yehi waqt-e-dua hota hai
Roz karti hoon sar-e-shaam main marnay ki dua.
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
Qaid Khanay Say…
6. Ja ke jannat mein bhi aaram nahi aayega.
Kya ye armaan mera dil mein hi reh jaayega.
Kaisay godi mein uthaongi main Asghar as ko bhala.
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
Qaid Khanay Say…
7. Aap ka sar jalay daaman mein uthanay ke liye.
Haath darbaar mein mushkil se uthaaye main ne
Hai tum ko us waqt bhi main ne na bataya baba.
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
Qaid Khanay Say…
8. Gir padi khaak pe Namoos-e-Nabi peet ke sar.
Qaid khanay main hui aur qayamat Akbar.
Le ke sar baap ka bachi ne jo ro ro ke kaha.
Pasliyaan toot gayi meri bhi daadi ki tarhan.
Qaid Khanay Say…
Mir Hasan Mir Old Noha Lyrics in Urdu Bibi Sakina sa Nohay in Urdu Text
ہائے سکینہ س
قید خانے سے سکینہ س کی یہ آتی تھی صدا
پسلیاں توٹ گئیں میری بھی دادی کی طرح
وہ بھی دادا سے چھپاتی رہی اپنا پہلو
مجھ سے بھی دیکھے نہ جائیں گے علی ع کے آنسو
جیتے جی میرے زخم نہ دیکھیں بھیا
پسلیاں ٹوٹ گئیں میری بھی دادی کی طرح
کیسے آئی ہوں میں بازار سسے ہو کر بابا ع
مجھ کو مارے گئے اس زخم پہ پتھر بابا ع
رو کے میں کہتی رہی پھر بھی کسی نے سنا
پسلیاں ٹوٹ گئیں میری بھی دادی کی طرح
اب سمجھ سکتی ہوں کس طرح وہ سوتی ہوگی
ھاتھ پہلو پہ رکھے کیسے تڑپتی ہو گی
کروٹیں درد مجھے بھی نہیں لینے دیتا
پسلیاں ٹوٹ گئیں میری بھی دادی کی طرح
ہو بہو فاطمہ زہرا س سی ضعیفی چھائی
جھریاں چہرے پہ بالوں میں سفیدی آئی
اک کمی باقی تھی وہ بھی ہوئی پوری بابا ع
پسلیاں ٹوٹ گئیں میری بھی دادی کی طرح
ساتھ سورج کے یہ دل ڈوب رہا ہوتا ہے
اما کہتی ہے یہی وقت دعا ہوتا ہے
روز کرتی ہوں سر شام میں مرنے کی دعا
پسلیاں ٹوٹ گئیں میری بھی دادی کی طرح
جا کے جنت میں بھی آرام نہیں آئیگی
کیا یہ ارمان میرے دل میں ہی رہ جائیگی
کیسے گودی میں اٹھاوں گی اصغر ع کو بھلا
پسلیاں ٹوٹ گئیں میری بھی دادی کی طرح
آپ کا سر جلے دامن میں اٹھانے کے لئے
ھاتھ دربار میں مشکل سے اٹھایا میں نے
تم کو اس وقت بھی میں نے نہ بتایا بابا ع
پسلیاں ٹوٹ گئیں میری بھی دادی کی طرح
گر پڑی خاک پہ ناموس نبی ع پیٹ کے سر
قید خانے میں ہوئی اور قیامت اکبر
لے کے سر باپ کا بچی نے جو رو رو کے کہا
پسلیاں ٹوٹ گئیں میری بھی دادی کی طرح
Noha Title | Qaid Khanay Say Sakina sa Ki Yea Ati Thi Sada |
Reciter Name | Mir Hasan Mir |
Poetry By | Hasnain Akbar |
Released On | Mir Hasan Mir YouTube Channel |
Released By | NA |
Category | Noha |
Released Year | Muharram 1443 |
Posted By | Noha Lyrics |
Soz | NA |
Social Plugin