Baltool kay Ghar Say Ayam e Fatimiyah New Kalam
Buland Hoty hein Sholay
Batool a.s kay ghar se
Yahi Wafa hai Madine ke
Kia Payambar s.a.w sey
Shikasta Pehlo se behta huwa laho tu nahi
Laho jo poncha hai Zahra s.a ne
Apni Chadar se
Huwa hai kesy ye paiwast gaal me Gohar
Laho tapakta hai kesa
Batool s.a gohar se
Aseer karty hein Damaad-e-Mutafa s.a.w ko wohi
Wafa ka wada tha jin ka
Janab-e-Sarwar se
Jo kainat ke Maalik hai us ke turbat ka
Nishan banaya gaya hai
Bas aik Pathar se
Chupai kiun gai Zahra s.a ke Qabr baat khuli
Hassan a.s ke laash pay Yasrab
Mein Teer jab barsey
Hai Aab-o-Dana tu haq Mehar-e-Fatima s.a lekin
Hai us ka Qunba jo sehra mein
Aab-e-Kausar se
Safaid ho gaey kiun sarr kay baal Zahra s.a kay
Laeen ne kia kaha Akbar
Nabi s.a.w ke Dukhtar se
Noha Title | Batool kay Ghar Say |
Reciter Name | Waqar Hassan |
Poetry By | Janab Hussnain Akbar |
Released On | Waqar Hassan YouTube Channel |
Released By | NA |
Category | Noha |
Released Year | Ayam e Fatimiyah 1443 |
Posted By | Noha Lyrics |
Soz | NA |
Also Read:Meri Beti Zahra Ayam e Fatimiyah Noha
Social Plugin