Ap ka Baad Maray Dil ko Dukhaya Noha by Ali Yazdan Haider
Apke Baad Mere Dil Ko Dukhaya Baba
Apke Baad Mere Dil Ko Dukhaya Baba
Puri Ummat Ne Mujhay Mil Ke Sataya Baba
Apke Baad Mere Dil Ko Dukhaya Baba
Aaker Apne Jis Dar Pe Kia Roz Salaam
Dekhiye Aake Wahi Dar Hai Jalaya Baba
Apke Baad Mere Dil Ko Dukhaya Baba
Apka Pursa Dia Aake Yhu Ummat Ne Mujhay
Jalta darwaza Mera Mujh Pe Giraya Baba
Apke Baad Mere Dil Ko Dukhaya Baba
Apke Baad Samjhi Ke Yateemi Kia Hai
Ghanto darbar Mein Hakim Ne Rulaya Baba
Apke Baad Mere Dil Ko Dukhaya Baba
Apke Baad Faqat Deen Imaan Ke Ander
Pasliyan Toot Gayi Dard Uthaya Baba
Apke Baad Mere Dil Ko Dukhaya Baba
Ghusal Dete Hoye Bardasht Ali Ker Na Sakay
Ik Mere Zakhmi Haider Ko Rulaya Baba
Apke Baad Mere Dil Ko Dukhaya Baba
Dukh Mere Jab Raqam Kiye Nohay Mumtaz Ne Jab
Mil Gaya Mujh Ko Sukoon Haq Jo Dikhaya Baba
Apke Baad Mere Dil Ko Dukhaya Baba
Noha Title | Ap ka Baad Maray Dil ko Dukhaya |
Reciter Name | Ali Yazdan Haider |
Poetry By | Sayeda Mumtaz Fatima |
Released On | Ajaresalat.com YouTube Channel |
Released By | NA |
Category | Noha |
Released Year | Ayam e Fatimiyah 1443 Noha |
Posted By | Noha Lyrics |
Soz | NA |
Check Out: Batool kay Ghar Say
Social Plugin