Type Here to Get Search Results !

Ya Sayeda Ya Tayeba 20 Jamadi-ul-Sani Manqbat 2022

 Ya Sayeda Ya Tayeba 20 Jamadi-ul-Sani Manqbat 2022

Ya Sayeda Ya Tayeba

Bint e Khair ul Wara Zoja e Murtaza
Yanee Shabir o Shabbar ki maa Fatima

ya Bhi ha ak haqeeqat suno ghor sa
Jan e alam ki walla ha jaan Fatima

Baap Nabiyon ka shah Zoj Waliyon ka shah
Bety Jannat ka hain nojawanon ka shah

Qalb e Quran tu Husn e Emaan tu
Taray jaise koi ha kahan Fatima

Tera lehja ha lehja e Khair ul wara
Mustafa ka hi naqsha ha tu sar tapa

Ayes parda nasheen ta jaise kaheen
Na yahan Fatima na wahan Fatima

Dar pa jo bhi gaya us ka daman bhara
Ghar ma faqa raha Ghar ma faqa raha

Marhaba Marhaba tera juud o sakha
Binte Khair ul wara Binte Khair ul wara

Aya e Tatheer ha taray sar ki rida 
Ha ata e Khuda ha ata e Khuda

Tujh sa qaim ha dunya ma husn o haya
Binte Khair ul wara Binte Khair ul wara

Top Post Ad

Below Post Ad

Send Noha Lyrics
Right click is disabled for this website.