Ay Shair Tu Na Ja New Noha Lyrics By Kazmi Brothers 2023 In Roman English Urdu Hindi
Ay Shair Tu Na Ja New Noha Lyrics By Kazmi Brothers 2023 In Roman English
Aye Shair to na ja
Abbas Tara Hath Mara Sar Ki ha Rida
Aye Shair to na ja
Ya Hath Kat Gye To Karo Gi Rida Ka Kiya
Aye Shair to na ja
Abbas Tara Hath Mara Sar Ki ha Rida
Kon Aya Ga Batchana Tiron Sa Bhai Ko
Khanjar Chala Ga Jab To Kisa Dong Ma Sada
Aye Shair to na ja
Abbas Tara Hath Mara Sar Ki ha Rida
Naiza Har Aik Hath Ma Hoga Bawaqta Sham
Kis Kis Sa Apni Sar Ki Batchawo Gi Ma Rida
Aye Shair to na ja
Abbas Tara Hath Mara Sar Ki ha Rida
Us Waqt Kia Karo Gi Jab Piyasi Sakina Ko
Pani Dikh Dikh Ka Jab Bahaya Ga Ashqiya
Aye Shair to na ja
Abbas Tara Hath Mara Sar Ki ha Rida
Bhai Ha To Kese Ka Alam Ha Kese Ki Aas
Bhai Ha Mara Wasta To Saya E Khuda
Aye Shair to na ja
Abbas Tara Hath Mara Sar Ki ha Rida
Bhai Ya Tara Hath Haram Ka Ha Saihiban
Parday Ki Ibtida Ha ya Parda Ki Intiha
Aye Shair to na ja
Abbas Tara Hath Mara Sar Ki ha Rida
Aya ga jab Khoon Ma Doobha Alam Navaid
Ha Ya Dar pa Gunj Rahe Hoge Ya Sada
Aye Shair to na ja
Abbas Tara Hath Mara Sar Ki ha Rida
Social Plugin