Type Here to Get Search Results !

Shimr Ne Pehle Sakina (sa) Ko New Salam Lyric 2023 By Meer Hassan Mir

Shimr Ne Pehle Sakina (sa) Ko  New Salam Lyric 2023 By Meer Hassan Mir In Roman English Urdu Hindi 

Shimr Ne Pehle Sakina (sa) Ko  New Salam Lyric 2023 By Meer Hassan Mir In Roman English


Waa Garibaa Waa Hussaina

Hayee Hussain a.s

Shimaar ne  Pehle Sakina ko dikhaya Khanjar (3)
baad mein  gardan e sarwar pe chalaya Khanjar

Shimaar ne  Pehle Sakina ko dikhaya Khanjar
Hayeee
Kabhi Haider na Galla rakha kabhi Zahra na(2)
Arayy kitnay masoom pa zalim na chalaya Khanjar

Baap par vaar tou Beti pe tamachay barsay(2)
Arayy jab bhi Qatil ka sakina na hataya Khanjar

Shimaar ne  Pehle Sakina ko dikhaya Khanjar
ik anghuti Kay liye kaat di angust e Hussain(2)
Laash pa sheh kay Tujhe Raham Na Aaya Khanjar(2)
Qatal Zainab ko kiya cheen kay chadar sarr sa
Is tarha shimaar na naizay ko bnaya Khanjar

Shimaar ne  Pehle Sakina ko dikhaya Khanjar

Aik sharabi ko aziyaat ka kya andaza
Jis trha chaha sitam gar na chalaya Khanjar

Ayee Sajjad Jo bazaar madina main kabhi
Tou badh Kay qasaab na jaldi sa Khanjar


Shimaar ne  Pehle Sakina ko dikhaya Khanjar
 
Phair kar Munh Ko Ali  Kahane Lage ya Zahra s.a
Itni Bedardi se Zaalim Ne phiraya Khanjar

Hayeee...

Wa Hussaina ka hua shor takalum bharpaa
Shimaar mukhataar k jab smanay laya Khanjar

Shimaar ne  Pehle Sakina ko dikhaya Khanjar ...


Top Post Ad

Below Post Ad

Send Noha Lyrics
Right click is disabled for this website.