Type Here to Get Search Results !

Hoga Ya Hussain | Nadeem Sarwar New Noha Lyrics 2023

 Hoga Ya Hussain | Nadeem Sarwar New Noha Lyrics 2023 In Urdu English Hindi 

Hoga Ya Hussain | Nadeem Sarwar New Noha Lyrics 2023 In Roman English

Ha Kasa Piyara Nara Ha Ya 

Har Dil Na Pukara ha Ya

Mola ya Hamara Ha 

Ya Mola Hussain A.s

Mola Hussain A.s

Mara Mola Sab Na jisna Mana Ha ya

Sab Na Jisko Pana Ha Ya

Hum Sab Ka Khazana Ha Ya Mola Hussain a.s

Mola Hamara Jiska Dil Ma Raha Ga

Hur Ki Trah Sa Uska Dil Bi Kaha Ga

Tum Ba Misal Mola, Tum Bazawal Mola

Har Dil Sa Arahe ha Mola ya Sada

Hoga Jab Baidar Zamana Ya Hussain a.s

Sara Jahng Ka Lab Par Hoga Ya Hussain a.s

Hoga Jab Bedaar Ye Zamana Ya Hussain AS

Saare Jahan Ke Lab Par Hoga

Saare Jahan Ke Lab Par Hoga

Hoga Ya Hussain


Tare Qurbani Daite ha Mola Gawahi

Har Dil Hoga Mola tari Badshahi

Taira Hi Nam Hoga taira Paigham Hoga

Sab ka Dilon Ma Hoge Zinda Karbala

Ghar Ghar Apka Hoga Jab Khana Ya Hussain a.s

Sara jahn Ka Dil par Hoga Hoga ya Hussain a.s

Hoga Jab Bedaar Ye Zamana Ya Hussain AS

 Saare Jahan Ke Lab Par Hoga

Hoga Ya Hussain AS


Asa ha Asa Mara Mola Ka Gharana

Rab Na Banaya Jiski Khatir Zamana

Syed Sultan ka ghar Kulla Eman ka Ghar

Nokar Ha Jiska Ghar ka Sara Ya Jahang

Samja Ga jab Apka Gharana Ya Hussain a.s

Sara jahn Ka Dil par Hoga Hoga ya Hussain a.s

Hoga Jab Bedaar Ye Zamana Ya Hussain AS

 Saare Jahan Ke Lab Par Hoga

Hoga Ya Hussain AS


Jo na Kiya Kese na tum Na kar Dikhaya

raha Khuda Ma Mola Ghar ka ghar Lutaya

Tum Par Salam Mola Har Subh wa Sham Mola

Tum Sa Nahi ha koi Dosra

Hoga Har Insan Tumhara Ya Hussain a.s

Hoga Jab Bedaar Ye Zamana Ya Hussain AS

 Saare Jahan Ke Lab Par Hoga

Hoga Ya Hussain AS

Sara jahn Ka Dil par Hoga Hoga ya Hussain a.s


Aa Dakh Zara Ya karbubala Noor Khuda Ka Bikhra ha

Hairan Croron Ankhan Ha

Har Simt Hussain a.s Ka Jalwa ha

Kal jalta Hwa Aik Sehra Tha

Ab Jannat ka Aik Tukra ha

Kal Pak Hussain Akela Tha abb Uska Sath Zamana Ha

Jo Bid Gya Jo Aya ga har Door Tumhara Hussain a.s

Mola ha hamara Ya Hussain a.s

Hum Sab Ka Ha Nara Ya Hussain a.s

Hoga Ya Hussain ,Hoga Ya Hussain


Jari Tha jari ha Or Jari Raha Ga

Har Gham Pa  Gham Tumhara Bhari Raha ga

Tum Par Qurban Mola

HumSab Ki Jan Mola

Tum Hi Raho Ga Mola Sinu Ma Sada

Dil Jab Hoga Thekana Ya Hussain a.s

Sara jahn Ka Dil par Hoga Hoga ya Hussain a.s

Hoga Jab Bedaar Ye Zamana Ya Hussain AS

 Saare Jahan Ke Lab Par Hoga

Hoga Ya Hussain AS

Sara jahn Ka Dil par Hoga Hoga ya Hussain a.s

Hota tha Ya Hussain a.s

Hota ha Ya Hussain a.s

Hota Raha Ga Ya Hussain a.s

Husain Ya Hussain Husain Ya Hussain a.s


Jab Bi Ayaga Mola Imam E Zaman 

Unka Labon Pa Hoga Noha Karbala Ka

Har Dil Baidar Hoga Sheh ka Zawar Hoga

Sari Dunya ma Hoga Zikra Karbala

Matam Hoga Phir Apka Asa Ya Hussain a.s

Sara jahn Ka Dil par Hoga Hoga ya Hussain a.s

Hoga Jab Bedaar Ye Zamana Ya Hussain AS

 Saare Jahan Ke Lab Par Hoga

Hoga Ya Hussain AS

Sara jahn Ka Dil par Hoga Hoga ya Hussain a.s

Hota tha Ya Hussain a.s

Hota ha Ya Hussain a.s

Hota Raha Ga Ya Hussain a.s

Husain Ya Hussain Husain Ya Hussain a.s


Shabbir ka Jasa Dunya ma

Na Aya Tha Na Aya Ga

Allah Sa Bala Abb Isq Kon KArka Dikhaya ga

Quran Shah E Wala Ki Trah NAiza Pa Kon Sunaya Ga

Ab Karbubala Jasi Baste na Koi Basaya ga

Ya Shah E Zaman Ay zakhmi Badan

tara Deen bo tu Tu Sathcha ha

Tu Zinda Ha Payenda ha

Ya Sara Zamana Kahta ha

Har Dil Na Pukara Har Akh Ka TAra

Ya Hussain a.s

Har Qoum Ka Nara Ya Hussain a.s

Mola Ha Hamara Ya Hussain a.s

Mola Ha Hamara Ya Hussain a.s

Mola Ha Hamara Ya Hussain a.s

 


Top Post Ad

Below Post Ad

Send Noha Lyrics
Right click is disabled for this website.