Type Here to Get Search Results !

Mola ali ka zikir | Rashid Zaidi New 13 Rajab Manqabat Lyrics 2024

 Mola ali ka zikir | New 13 Rajab Manqabat Lyrics  2024 In Roman English Text

Mola ali ka zikir | Rashid Zaidi New 13 Rajab Manqabat Lyrics  2024


Mola ali ka zikir hu quran ki trah

qari agar hu mesum o salman ki trsh

Mola ali ka zikir hu quran ki trah


bas aik bar jo aya lub par ali ka nam

mushkil safar guzarta ha asan ki trah

Mola ali ka zikir hu quran ki trah


dar asil wo jee raha tha shetan ki traah

zahir jo hu raha tha musalman ki trah

Mola ali ka zikir hu quran ki trah


dil ha dehakta koila jasa tara ay shiekh

iss par ali ka zikr ha lo ban ki trah

Mola ali ka zikir hu quran ki trah


shehra najaf ma bath ka jannat ki kia talab

ya faida b lagte ha nuqsan ki trah

Mola ali ka zikir hu quran ki trah


ay kam nzar ya farsha wilayat ka farsh ha

hargiz nhi ya takhta sulaman ki trah

Mola ali ka zikir hu quran ki trah


ana to mezban ki trah chahhiya magar

mehfil ma log ate ha mehman ki trah

Mola ali ka zikir hu quran ki trah

Top Post Ad

Below Post Ad

Send Noha Lyrics
Right click is disabled for this website.