Karbala Mujhko Bula Lo Baba | S. Mohd. Minhal New Noha 2024
Karbala Mujhko Bula Lo Baba | S. Mohd. Minhal New Noha Lyrics 2024 In English Text
Khat ma likhte ha ya bemar mariza ro kar
Karbala Mujhko Bula Lo Baba
chnk kaer hathon ko may neint sa uth jate hn
yad kunba ki jo ate ha tarap jate hn
gham zada bete ko tum aka sambalo baba
Karbala Mujhko ko bi aik bar bula Lo Baba
hijir ma bhai ka ya jan nikal ajaya
layna bemar ko bhaya na kyng ab tak aya
gar khafa muj sa wo unko mana lo baba
Karbala Mujhko ko bi aik bar bula Lo Baba
gutniyng ab mara asghar bi abb chalta hoga
tham kar apki unglii wo machalta hoga
mara asghar sa muja jald mila do baba
Karbala Mujhko ko bi aik bar bula Lo Baba
naaz tum bali sakina ka uthata hnga
apna sina pa ussa baba ussa sulata hnga
mujko aik bar bi sina pa sulalo baba
Karbala Mujhko ko bi aik bar bula Lo Baba
hyee darte hn ma tum bol na jana baba
muj sa wada jo kiya tha wo nibana baba
sar pa bhai ka agar sehra sajalo baba
Karbala Mujhko ko bi aik bar bula Lo Baba
ha tamana meri akbar ka ma sehra dakho
mehendi hathon ma laga kar ma balaya bilo
jald akbar ka mara ghah rachalo baba
Karbala Mujhko ko bi aik bar bula Lo Baba
hyee ro ro ka naseeb bas wo yahi kahte the
mujko dar lagte hay ruk na sansan kahi
jald sa jald ziyarat hi kara do baba
Karbala Mujhko ko bi aik bar bula Lo Baba
Social Plugin