Type Here to Get Search Results !

Bhai Mar Gaya Zainab | Mir Sajjad Mir Nohay Lyrics 2024 |

Bhai Mar Gaya Zainab | Mir Sajjad Mir Nohay 2024 | 

Bhai Mar Gaya Zainab | Mir Sajjad Mir Nohay Lyrics  2024 In English Text

ro ka shah kahta tha 

bhai mar gya zainab

juk gye kamar meri

chun gya asa zainab


humko bi ijazat do 

hum bi jaya dunya sa

humko abb nhi jeena

kon ha mara zainab


chand jasa chera par

zakhm lag gya uska

jab wo zen sa gora ki

mu ka bal gira zainab


lasha ki trah rakh kar

khama ma alam bola

abb yahi janaza hay

mara sher ka zainab


jisna mara hathon par

apni ankha kholi the

ajj ussa ka godi ma

dam nikal gya zainab


maina apna hathon sa

uska hath uthaya ha

takra tukra ada na

 usko kar dia zainab


raat bar jo pehra par

mara hota tha bibi

aj muj pahla wo

ran ma soo gya zainab


wo jo sara lashon ko 

ran sa layka aya tha

uska lasha darya sa 

ma na la saka zainab


yad ha ntumha bibi

aik sada pa ata tha

aj hum uthata hay 

wo nhi utha zainab


kasa hu bayan sajjad

sheh na jab kaha ro kar

zakhm hu gya taza 

aj baba ka zainab


Top Post Ad

Below Post Ad

Send Noha Lyrics
Right click is disabled for this website.