Main Roza E Hussain as Pe Anson Bahaonga | Baqir Abbas| Noha Lyrics 2024
Main Roza E Hussain as Pe Anson Bahaonga | Baqir Abbas| Noha Lyrics 2024 In Roman English Text
Main Roza E Hussain as Pe Anson Bahaonga
Paida najaf sa karbubala tak ma jawo ga
mola bulawo bajiya iss arbaeen pa
mashi karu ma chumung qadam zaireen ka
chelum gareeba zehra ka may bi manawo ga
laykr alam jari ka chalo ma bi shan sa
labbaik ya hussain ada hu zaban sa
nama sakina mashk sa pani pilawo ga
ya arbaeen mojiza mojiz numa ka hay
abbas ka huzoor pa sajda wafa ka hay
may bi dar hussain pa sar ko jukawo ga
chehlum mana aye the khuwar hussain ki
lai the sath khoon bari bali sakina
ro ro ka ma sakina ka noha sunawo ga
aik aik shahid ka wahng matam karu ga ma
pursa har aik shaheed ko zehra ko donga ma
nazar wo niyaz wo majlis wo matam karawo ga
ma to ghulum hun shaha mazloom ka sammar
baqir muja to chahiya bas shaha deen ka dar
may be sanad gulami ki mola sa pawo ga
Social Plugin